Sunday, February 27, 2011

great lyrics by amitabh bhattacharya song :mitra

Raaston Mein Kho Gaya Hai Mitra
Ajnabi kyon Ho Gaya Hai Mitra (Mitra)
Kuch To Kami Hai Saawan
Saawan Sa kyon Na Laage Mitra (Mitra)
Shaam O Seher kyon Man Ka
Aangan Yeh Soona Laage Mitra (Mitra)
Dhoop Le Ke Jo Gaya Hai Mitra
Ajnabi kyon Ho Gaya Hai Mitra

Yaara Haey Yaara, Kaise Jaane Yaara Bichra
Yaara Haey Yaara, Sang Chain Saara Bichra

Dil Ke Taaron Mein, Kyon Hazaaron Mein Dard Jaage Hai
Ham Ne Baandhe Jo Reshmi Saare Toote Dhaage Hain
Phir Haathon Mein Harjaana Hai
Ham Ko Ada Kar Jaana Hai
Sirf Yaadon Ka Taana Baana Hai
Kya Chupaana Hai Haal-E-Dil Jo Hogaya Hai Mitra
Ajnabi kyon Hogaya Hai Mitra (Mitra)

Kuch To Kami Hai Saawan
Saawan Sa kyon Na Laage Mitra (Mitra)
Shaam O Seher kyon Man Ka
Aangan Yeh Soona Laage Mitra (Mitra)
Dhoop Le Ke Jo Gaya Hai Mitra
Ajnabi kyon Ho Gaya Hai Mitra

Yaara Haey Yaara, Kese Jaane Yaara Bichra
Yaara Haey Yaara, Sang Chain Saara Bichra

No comments:

Post a Comment